Monday, 24 October 2016

KHOON MAIN BHAKTI(DESH)

Chaahe pyaar ho..Chaahe vyavhaar ho..
Chaahe Khud ka parivar ho...

YEH DESH KE JAWAAN HAI..
DESH KE JAWAAN

Inn par kisi ka bhi na Ikhtiyaar(control) ho..


Chaahe Din ho..Chaahe Raat ho
Chaahe Goliyon ki Barsaat ho..

YEH DESH KE JAWAAN HAI
DESH KE JAWAAN....

Dusron ka sukoon inka Sansaar ho..


Chaahe Aulaadein baithi seema paar ho..
Chaahe fariyaad ke liye na koi masjid Na koi Darbaar ho...

YEH DESH KE JAWAAN HAI..
DESH KE JAWAAN

Desh ki mitti hi inka Bhagwaan ho..


Khoon main inke paani ho..
Chaahe Desh ki Mata Rani ho..

YEH DESH KE JAWAAN HAI..
DESH KE JAWAAN

Iski mitti main yeh sada Anjaan hai..
Uss pal ke intezaar main aaj bhi Haeraan hai...
Ke mulkon ki ladai bane Sunsaan hai...

YEH DESH KE JAWAAN HAI...


O RE SARKAAR
Na hoti tu Pashemaan hai..
Yaad rakh ke yeh bhi Insaan hai..
Khud ka parivaar aur Samman hai..

RE HAQ ITNA ADHIKAAR HAI...
RE HAQ ITNA ADHIKAAR ...
(
NIWAALON MAIN INKE...
KYUN DETE HO TUM JHATKE
RUPAYEIN PE INKE..
KYUN DETE HO TUM PHATKE..
)

RE HAQ ITNA ADHIKAAR HAI...

YEH DESH KE JAWAAN HAI..
DESH KE JAWAAN.......!!!!!

Sunday, 16 October 2016

BAS YUN HI PART 9....

1.UNN NAZRON SE HUME DUR RAKHNA..
YUNKI
MADHOSHI PAL PAL KA SUROOR HI SAHI...!

2.HUMSE ANJAAN VOH REHNE LAGE..
KEH KE...
TUMHE JAANA KAB THA..

KEHNE MAIN REH GAYE HUM..
YAARA..
HUME PEHCHAANA KAB THA...!

3.ZULFON KI BHI ZUBAAN HOTI HAI..
NAZRON KI BHI SARGAM HOTI HAI..

HAI YEH HAQEEQAT JAB....
SAATH MERE MERI HAMDAM HOTI HAI..!

4.BAATEIN KEH KAR CHALE NA JAANA..
YUNKI AAJKAL GALATFEHMIYAN
...
HAWAAON MAIN BHI HONE LAGI HAI..!

5.DIL MAIN NA RAKHNA MUJHE YAARA..
BEH JAAUNGA RAGON MAIN TUMHARI..

YUNKI AANA HI HAI WAAPIS..

TOH KYU SAMETO PYAAR KO MAKAAN-E-DIL MAIN....!