Saturday, 17 December 2016

KHOON MAIN BHAKTI(DESH)-PART2


Mitti main paoge mera imaan
Jisse jude hai mere armaan


Sar maathe pe ..
voh har  maa ke aansu ki boondh hai...

Azaad hindustan ki aaj bhi iss jawaan ko dhoondh hai...


Kaabil hu mitti ki nazar main..
Desh jo jaane voh azhar main...

Vaada kiya hai....jasbaaton se
Un waasiyo ko arpan unka haq sukoon ka....

Jis bhi ho hum halaaton main...
Nhi thamega...
Ragon main daudta imaan junoon ka...


Angrezo ke ho hausle parast..
Loota jisne yeh sone ki cheel ko...

Peshenge jigra apna hum samast...
Karaaenge unhe yaad hindustaanio ki cheekein unko...


chala aa raha yeh desh ka jawaan...
Bachane.......

Iss desh ka sammaan
Har hindustani ka imaan
Har bacche ka sukoon-e-zindagi ka armaan..


CHALA YEH.......
DESH KA JAWAAN!