Besabri ho ya tu Betaabi kahe...
Bechaini ho ya tu bekraari kahe...
Haal aisa ki byaan na kar sake
Hosh main bhi aur neendoin main tum...Yeh Dil ab bas tujhe sune...
Aalam bhi teri maujoodgi ki aas rakhe...
Kahi tu rooth na jaaye iss shaks se..Issi par yeh mann ghabraye rahe
No comments:
Post a Comment